Koi Chala Ja Raha Hai Lyrics | Woodstock Villa

                        raat bhar didaye namnaak mein lehraate rahe

saans ki tarah se aap aate rahe, jaate rahe

dard had se gujarta ja raha hai
dard had se gujarta ja raha hai
koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai

lamha mutthi se fisalta ja raha hai
koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai
koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai
phir tamannao ko, phir tamannao ko
phir tamannao ko kuchla ja raha hai
koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai
koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai

dekho phul chala ik daali se
koyi dard na puchhe maali se
har patta patta bikhar gaya
ik tu jo gaya, sab kuchh tha gaya
mudke pichhe na dekha ja raha hai
koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai
koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai

jab lahu mein chaahat ram jaaye
har aahat bolein tum aaye
tum aks ho paani mein gehra
kankar maara sab bikhar gaya
ik nasha sa utarta ja raha hai
koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai
koyi chala ja raha hai, koyi chala ja raha hai.