Woh Baat Lyrics | Yaaraa

                        
                        Woh baat gujari raat jo
Keh na sake tumse hum
Woh baat gujari raat jo
Keh na sake tumse hum
Woh pal gaya so na aaya
Khudaaya kaisa sitam
Woh pal gaya so na aaya
Khudaaya kaisa sitam
Woh baat gujari raat jo
Keh na sake tumse hum

Woh shaakh shaakh kali
Jhum jhum jaayein hain
Koyi lamha hamein reh
Reh ke yun bulaaye hain
Jis tarah bichhade sanam
Saath chalein saaya ban
Woh baat gujari raat jo
Keh na sake tumse hum

Iss andhere mein kahin
Dur koyi gaaye hain
Hain kaisa dard ke
Jiske wasih saaye hain
Hai yeh aahat unhi yaadon ki
Sun sake toh sun
Woh baat gujari raat jo
Keh na sake tumse hum

Yahin thi raat yahin
Aasman yahin the hum
Inhi baahon mein thi
Tumko gaya the kullalam
Na jaane kyun bhar aayi thi
Teri aankh sanam
Woh baat gujari raat
Jo keh na sake tumse hum.