Halla Lyrics | Yahaan Sabki Lagi Hai

                        
                        Jaane kis andaz se
Usne kaha tha haan
Nazar ko kuch dikha nahi
Andhera tha bada
Aankhon ne kya bayaan kiya
Labzon mein kya chupa
Hum to kuch sun na sake
Halla sa macha tha
Halla sa macha tha.
Jaane kis andaz se
Usne kaha tha haan

Nazar ko kuch dikha nahi
Andhera tha bada
Aankhon ne kya bayaan kiya
Labzon mein kya chupa
Hum to kuch sun na sake
Halla sa macha tha
Halla sa macha tha.