Indian Film History

Lag Gai Chot Karejawaa Lyrics

From Yahudi Ki Ladki (1933)

Singers
K L Saigal
Lyricist
Mirza Ghalib
Duration
3:26
Lag Gai Chot Karejawaa Me Haay Rama Lag Gai Chot Karejawaa Me Haay Raam Lag Gai Chot Naino Ke Tir Mohe Maar Gayo Saiyaan Naino Ke Tir Mohe Maar Gayo Saiyaan O Lag Gai Chot Karejawaa Me Haay Raam Lag Gai Chot Aan-Ajaan Ki Mai Nahi Jaanun Re Aan-Ajaan Ki Mai Nahi Jaanun Re Ghaayal Kar Ke Haay Ghaayal Kar Ke Haay Ghaayal Kar Ke Sidhaar Karo Saiyaan Lag Gai Chot Karejawaa Me Haay Rama Lag Gai Chot Kuchh Maajaraa Sunaataa Hun Mai Husn-O-Ishq Kaa Lailaa Ki Ek Aas Me Deewana Kais Thaa Baad-E-Fanaa Thaa Dono Kaa Madapan Judaa-Judaa Lekin Wo Dono Qabro Se Aati Hai Ye Sadaa Lag Gai Chot Karejawaa Me Haay Rama Lag Gai Chot Gor Se Majanun Ke Jaa Puchaa Kisi Ne Ye Sakhun Yaad Kuchh Lailaa Ki Ab Bhi Baaki Hai O Khastaa-Tan Aa Hasan Ji Bhar Ke Bolaa Khainch Kar Munh Se Qafan Lag Gai Chot Karejawaa Me Haay Rama Lag Gai Chot.

More songs from Yahudi Ki Ladki

Lag Gai Chot Karejawaa Lyrics - Yahudi Ki Ladki (1933) | Indian Film History