Indian Film History

Aake Tujh Par Aaj Kar Lyrics

From Yateem (1988)

Lyricist
Hasan Kamal
Duration
4:39
Aake tujh par aaj kar dun Main nichhavar zindagi Aake tujh par aaj kar dun Main nichhavar zindagi Haan nahi hai tere gham pe Mujhko kargar zindagi Dil ko shayaad hi gham hi degi Zindagi bhar zindagi Apne haatho main liye e Kitane pathar zindagi Aake tujh par aaj kar dun Main nichhavar zindagi O gham ki kaali raat pe Mayus kyun ho is kadar Gham ki kaali raat pe Mayus kyun ho is kadar Hoke khud apne andhero se Pareshaan kyaa khabar Raat toh mein chale shhama khat zindagi Aake tujh par aaj kar dun Main nichhavar zindagi Dil ko shayaad hi gham hi degi Zindagi bhar zindagi Pyaar tera meharbaan hai Aur jahaa na meharbaan Pyaar tera meharbaan hai Aur jahaa na meharbaan Phool ke badle mile hai Dil ko zakhmo ke nishaan Kyaa batau tujhako kitani sitaamghar Zindagi Aake tujh par aaj kar dun Main nichhavar zindagi Dil ko shayaad hi gham hi degi Zindagi bhar zindagi.

More songs from Yateem