Indian Film History

Meri Umar Ka Ik Ladka Lyrics

From Yeh Desh (1984)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:37
Meri umar ka ek ladka Mat pucho kya karta hai Ankh jhuka ke chalta hai Shayad mujhse darta hai Meri umar ka ek ladka Mat pucho kya karta hai Ankh jhuka ke chalta hai Shayad mujhse darta hai Meri umar ki ek ladki Mat pucho kya karti hai Pyar bhare khat likhti hai Shayad mujhpe marti hai Pucho na uske nain hai kaise Nain mile to lagta hai aise Pucho na uske nain hai kaise Nain mile to lagta hai aise Jaise ambar niche hai Jaise upar dharti hai Meri umar ki ek ladki Mat pucho kya karti hai Pyar bhare khat likhti hai Shayad mujhpe marti hai Upar se kuch or wo chaliya Andar se chitchor wo chaliya Upar se kuch or wo chaliya Andar se chitchor wo chaliya Samne chup chup rahta hai Chupke ahe bharta hai Meri umar ka ek ladka mat Pucho kya karta hai Ankh jhuka ke chalta hai Shayad mujhse darta hai Kon hai wo kya nam hai uska Sahar mein charcha aam hai uska Kon hai wo kya nam hai uska Sahar mein charcha aam hai uska Bikul tere jaisa hai wo Tu bhi ho sakta hai Meri umar ka ek ladka Mat pucho kya karta hai Ankh jhuka ke chalta hai Shayad mujhse darta hai Meri umar ki ek ladki Mat pucho kya karti hai Pyar bhare khat likhti hai Shayad mujhpe marti hai.

More songs from Yeh Desh

Meri Umar Ka Ik Ladka Lyrics - Yeh Desh (1984) | Indian Film History