Indian Film History

Aaj To Pyar Ke Naam Par Lyrics

From Yeh Kaisa Farz (1985)

Lyricist
Indeevar
Duration
4:52
Aaj to pyar ke naam par Jaane nahi dungi tujhe kaam par Aaj to pyar ke naam par Jaane nahi dungi tujhe kaam par Ek pal dur raha nahi jaaye Le aayi hain jawani us mukaam par Aaj to pyar ke naam par Jaane nahi dungi tujhe kaam par Tere dil ki chabhi aa gayi Ab to mere haath me Chahe kholu din me taala Chahe kholu raat me Tere dil ki chabhi aa gayi Ab to mere haath me Chahe kholu din me taala Chahe kholu raat me Hak mera teri subah sham par Jaane nahi dungi tujhe kaam par Hak mera teri subah sham par Jaane nahi dungi tujhe kaam par Ek pal dur raha nahi jaaye Le aayi hain jawani us mukaam par Aaj to pyar ke naam par Jaane nahi dungi tujhe kaam par Abhi se hain ye haal to Aage nibhegi kaise yaari Mujhko tera sath hain Pyara tujhko naukari pyari Abhi se hain ye haal to Aage nibhegi kaise yaari Mujhko tera sath hain Pyara tujhko naukari pyari Haal mera sun dil tham kar Jaane nahi dungi tujhe kaam par Haal mera sun dil tham kar Jaane nahi dungi tujhe kaam par Ek pal dur raha nahi jaaye Le aayi hain jawani us mukaam par Aaj to pyar ke naam par Jaane nahi dungi tujhe kaam par.

More songs from Yeh Kaisa Farz

Aaj To Pyar Ke Naam Par Lyrics - Yeh Kaisa Farz (1985) | Indian Film History