Indian Film History

Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf Lyrics

From Yeh Kaisa Insaaf (1980)

Duration
4:53
Ram ram ho ram siya ka antar kare vilap Mukh se na bole,par man puchhe Ye kaisa insaf Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf Agni parikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi Sita ko kiya na maf kiya na maf ram Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf Uske kaj se tum to na the anjane Man me na tha pap oro ki bas mane Pati sewa me leen rahi na din dekha na rat Pati sewa me leen rahi na din dekha na rat Usse sath kiske bharose chal diye chod ke hath bolo Ye kaisa insaf Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf Agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi Sita ko na maf kiya na maf ram Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf Ram bina aram na aye man ko Man roye man hi samjhaye man ko Wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir Wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir Dukh sah sah ke chup rah rah ke jiwan ban gaya pir Bolo ye kaisa insaf Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf Agni parikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi Sita ko kiya na maf kiya na maf ram Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf Ye kaisa insaf,ye kaisa insaf.

More songs from Yeh Kaisa Insaaf

Ye Kaisa Insaaf Raam, Ye Kaisa Insaaf Lyrics - Yeh Kaisa Insaaf (1980) | Indian Film History