Indian Film History

Do Ghadi Behla Gayi Lyrics

From Yeh Nazdeekiyan (1982)

Duration
6:31
Do ghadi bahla gayi parchaiya Do ghadi bahla gayi parchaiya Phir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya Do ghadi bahla gayi parchaiya Rash masata jism poonam ki chata Ye ghanere bal sawan ki ghata Tum ko haskar badlo ko dekh lo Tum ko haskar badlo ko dekh lo Bijli lene lage angdaiya Phir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya Do ghadi bahla gayi parchaiya Jo bhi in aankho me khoya kho gaya Jo tumhara ho gaya bas ho gaya Jo bhi in aankho me khoya kho gaya Jo tumhara ho gaya bas ho gaya Dubne wala na phir ubhra kabhi Dubne wala na phir ubhra kabhi Uff nigahe taz ki gahrahiya Phir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya Do ghadi bahla gayi parchaiya Tum meri dunia mera iman bhi ho Tum meri hasrat tumhi mera arman ho Tum jo ho to har taraf sangeet hai Tum jo ho to har taraf sangeet hai Tum nahi to jahar hai sahnaiya Phir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya Do ghadi bahla gayi parchaiya Phir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya Do ghadi bahla gayi parchaiya.

More songs from Yeh Nazdeekiyan

Do Ghadi Behla Gayi Lyrics - Yeh Nazdeekiyan (1982) | Indian Film History