Indian Film History

Bewaqoofi Lyrics

From Yeh Saali Aashiqui (2019)

Duration
2:10
Kehte hai ki Ishq insaan ki abse badi jaroorat hoti hain Lekin dosto, agla gaana apko batlayehga Ke pyaar mohabbat kuch nahi Bas bevaqoofi hai Pyaar mohabbat bewaqoofi Yeh dildaari bewaqoofi Mithi mithi dokhebaazi Aitbaari bewaqoofi Dil kaagaz ka tudka hai Angaaro pe mat rakhna Pagal pachtayehga tu, aur kya Sulge sulge jazbon pe Gille gille se aashun Pal pal barsayehga tu, aur kya Pyaar mohabbat bewaqoofi Yeh dildaari bewaqoofi Mithi mithi dokhebaazi Aitbaari bewaqoofi Yeh q mile waade farzi jaali Yeh q mili raae dardon waali Yeh q aankhon mein hai laali Yeh q nindein kaali kaali Toota, q aasman mera Totta q savera Chutha, q rang rooh ka Chutha, iss tarah Pyaar mohabbat bewaqoofi Yeh dildaari bewaqoofi Mithi mithi dokhebaazi Aitbaari bewaqoofi.

More songs from Yeh Saali Aashiqui

Bewaqoofi Lyrics - Yeh Saali Aashiqui (2019) | Indian Film History