Indian Film History

Tera Ghonsla Bikhra Re Panchi Lyrics

From Zaban (1943)

Singers
Kaushalya
Lyricist
D N Madhok
Duration
2:41
tera ghonsala bikhra re panchhi tera ghonsala bikhra re panchhi tera ghonsala bikhra re panchhi ab tera kaun basera tera ghonsala chun chun ke tinka tinka chun chun ke tinka tinka bana basera tha do dina ka bana basera tha do dina ka duniya ki nazaro me aake duniya ki nazaro me aake ?rahi na tera tera ghonsala bikhra re panchhi ab tera kaun basera tera ghonsala main akeli tu akela main akeli tu akela ho dono ke bichhade saajan ho dono ke bichhade saajan tu pinjare ki kaid me panchhi tu pinjare ki kaid me panchhi gam ki kaid me mera man ud ja, ud ja le main tujhko udaati hun tere bichhade piya milaati hun, milaati hun par mil ke mere sajan ko par mil ke mere sajan ko kehna maare fera tera ghonsala bikhra re panchhi ab tera kaun basera tera ghonsala

More songs from Zaban

Tera Ghonsla Bikhra Re Panchi Lyrics - Zaban (1943) | Indian Film History