Raat Saari Beqarari Mein Lyrics | Zakhm

                        
                        Raat saari bekarari mein gujari
So dafa darwaje pe gayi
Ha so dafa darwaje pe gayi
Raat saari bekarari mein gujari
So dafa darwaje pe gayi
Ha so dafa darwaje pe gayi
Tu na tha waha khadi
Ghadi ghadi yad thi teri
Raat saari bekarari mein gujari
So dafa darwaje pe gayi
Ha so dafa darwaje pe gayi

Odd loon main pyar tera
Pahan loon main pyar tera
Phir sanam ana
Odd lu main pyar tera
Pahan loon main pyar tera
Phir sanam ana
Ho isse pahle nahi thahare rahna wahi
Ajana abhi nahi abhi nahi jab main kahu
Raat saari bekarari mein gujari
So dafa darwaje pe gayi
Ha so dafa darwaje pe gayi

Raste mein ja milu
Ya rasta dekhu main tera
Kya karu sajna
Raste mein ja milu
Ya rasta dekhu main tera
Kya karu sajna
Ho bekarida sama
Dil mein kitne guma
Phir koi bhula na de
Tujhe mera nam pata
Raat saari bekarari mein gujari
So dafa darwaje pe gayi.