Indian Film History

Are Chakoo Chale Lyrics

From Zalzala (1988)

Lyricist
Indeevar
Duration
5:50
Hey laala laala aahaa Are chakoo chale Tere liye bazaro main Jang chhide Tere liye to yaaro main Tufa teri jawani Husn hain woh bala Are dilwalo ki duniya Main aaya hain hain Zalzala zalzala Ho chakoo chale Mere liye bazaro main Jang chhide mere liye To yaaro main Jab usne ishq kaa Ye chal nikala silsila Are dilwalo ki duniya Main aaya hain hain Zalzala zalzala Duniya ke teero se Jalti samsiro se Tujha ko bachake mein laaya Mera jigar dekh Dil dekh mera tu Kab se dil tukh pe aaya Duniya se mujhako Bachha laya lekin Mujhse tujhako kaun bachayega Tune jo kardi koi meharbaani Jawaani pe daag lag jaayega Kaise ghar jaaugi Main toh mar jaaugi Are gharwalo ki duniya main Aaye haa zalzala zalza Ho hothon ko baalo Ko aankho ko gaalo ko Door se dekh karunga Pyaar ka parmit Milenga na jabtak Tabtak tujhako na chhunaga Ho main bhi hasee aur Tu bhi jawa jaane Bach jaaye kab teri ghanti Mujhako na chhuyegana Chhedega na tu Is ki kyaa hai geranti Pehale naam main jodunga Phir kitna pyaar karunga Duniya ki aawaje Ne aaye gaa ga Zalzala zalza Are chakoo chale Mere liye bazaro main Jang chhide mere liye To yaaro main Tufa teri jawani Husn hain woh bala Are dilwalo ki duniya Main aaya hain hain Zalzala zalzala Zalzala zalzala Zalzala zalzala.

More songs from Zalzala