Socho Ji Socho Lyrics | Zamana Badal Gaya

                        
                        Socho ji socho ji
Zamana kya kahta hai
Kahne do ji kahne do
Ji kahne se kya hota hai
Socho ji socho ji
Zamana kya kahta hai
Kahne do ji kahne do
Ji kahne se kya hota hai

Roko roko bahki ye chal jara
Karna jamane ka khyal jara
Roko roko bahki ye chal jara
Karna jamane ka khyal jara
Roke hame kisi ki majal nahi
Pyar ne jamane ka sawal nahi
Roke hame kisi ki majal nahi
Pyar ne jamane ka sawal nahi
Sawal nahi sawal nahi sawal nahi
Socho ji socho ji zamana kya kahta hai
Kahne do ji kahne do
Ji kahne se kya hota hai
Socho ji socho ji jamana

Shama ko aise na hath laga
Are diwane jara hosh me aa
Shama ko aise na hath laga
Are diwane jara hosh me aa
Tune bulaya to hai jane jaha
Tere diwane ko hosh kaha
Tere diwane ko hosh kaha
Hosh kaha hosh kaha
Hosh kaha hosh kaha
Chodo jo chodo ji
Zamana kya kahta hai
Kahne do ji kahne
Do ji kahne se kya hota hai
Chodo jo chodo ji
Zamana kya kahta hai
Kahne do ji kahne
Do ji kahne se kya hota hai
Chodo jo chodo ji zamana.