Ham Bhawar Me Kinare Banaya Kare Lyrics | Zamane Se Poocho

                        
                        ham bhawar me kinare banaya kare
tum kinaro se tufa uthate raho
ham charaho ko khun deke roshan kare
tum andhero ki himmat badhate raho
ham bhawar me kinare banaya kare

di tadpane ki tumne kaisi saja
kya yahi ishk hai kya yahi hai wafa
di tadpane ki tumne kaisi saja
kya yahi ishk hai kya yahi hai wafa
ham tumhare liye jaa lutate rahe
or tum ham se daman bachate raho
ham bhawar me kinare banaya kare

tumne samjha kaha darde bejargi
aas na ho ke tum to rahe ajnabi
tumne samjha kaha darde bejargi
aas na ho ke tum to rahe ajnabi
kah bakhano me radha bike raat din
tum kanhaiya ki bansi bajate raho
ham bhawar me kinare banaya kare.