Aisa Samaa Na Hota Lyrics | Zameen Aasmaan

Lyricist : Anjaan
Music Director : Udhay Narayan , R D Burman
Singer : Lata Mangeshkar
                        
                        Aisa shama na hota kuch bhi yaha na hota
Mere humrahi jo tum na hote
Mere humrahi jo tum na hote
Aisa shama na hota kuch bhi yaha na hota
Mere humrahi jo tum na hote
Mere humrahi jo tum na hote

Mausam ye na aata yu na chhati ye ghata
Aise gungunake yu na gati ye hawa
Mausam ye na aata yu na chhati ye ghata
Aise gungunake yu na gati ye hawa
Gul sabnam ke moti na pirote
Mere humrahi jo tum na hote
Aisa shama na hota kuch bhi yaha na hota
Mere humrahi jo tum na hote
Mere humrahi jo tum na hote

Rahe wohi wade wohi badla kuch nahi

Phir bhi tere milane se duniya kyon hai haseen
Rahe wohi wade wohi badla kuch nahi
Phir bhi tere milane se duniya kyon hai haseen
Kahi khwabo mai hum gum na hote
Mere humrahi jo tum na hote
Aisa shama na hota kuch bhi yaha na hota
Mere humrahi jo tum na hote
Mere humrahi jo tum na hote

Hum tum jo na milte to na chata ye nasha
Hota kuch bhi hota ye na hota jo hua
Hum tum jo na milte to na chata ye nasha
Hota kuch bhi hota ye na hota jo hua
Yaha milte na dil aise khote
Mere humrahi jo tum na hote
Aisa shama na hota kuch bhi yaha na hota
Mere humrahi jo tum na hote
Mere humrahi jo tum na hote.