Indian Film History

Duniya Mein Garibon Ko Lyrics

From Zamindar (1942)

Duration
3:30
Duniya Mein Garibon Ko Duniya Mein Garibon Ko Aaraam Nahin Miltaa Aaraam Nahin Miltaa Rote Hain To Hansne Kaa Rote Hain To Hansne Kaa Paigaam Nahin Miltaa Paigaam Nahin Miltaa Gurbat Ki Kahaani Hai Aankhon Ki Zubaani Hai Gurbat Ki Kahaani Hai Aankhon Ki Zubaani Hai Aagaaz Ko Rote Hain Aagaaz Ko Rote Hain Anjaam Nahin Miltaa Anjaam Nahin Miltaa Duniya Mein Garibon Ko Aaraam Nahin Miltaa Aaraam Nahin Miltaa Sau Jaam Gareebi Ke Kismat Ne Pilaaye Hain Sau Jaam Gareebi Ke Kismat Ne Pilaaye Hain Jis Jaam Mein Raahat Hai Jis Jaam Mein Raahat Hai Wo Jaam Nahin Miltaa Wo Jaam Nahin Miltaa Duniya Mein Garibon Ko Aaraam Nahin Miltaa Aaraam Nahin Miltaa Jo Koi Bhi Aataa Hai Thokar Hi Lagaataa Hai Jo Koi Bhi Aataa Hai Thokar Hi Lagaataa Hai Mar Ke Bhi Garibon Ko Mar Ke Bhi Garibon Ko Aaraam Nahin Miltaa Aaraam Nahin Miltaa Duniya Mein Garibon Ko Aaraam Nahin Miltaa Aaraam Nahin Miltaa.

More songs from Zamindar

Duniya Mein Garibon Ko Lyrics - Zamindar (1942) | Indian Film History