Nahin Nahin Jaana Nahin Lyrics | Zinda Dil

                        
                        Nahi nahi jana nahi
Abhi nahi jana nahi
Abhi dil ko mile sahare
Hai sahare hai tumhare hi
Abhi nahi jana nahi
Nahi nahi jana nahi
Aji ham bhi to
Pyar ke mare hai
Tumhare hai bechare hai
Nahi nahi nahi jana
Nahi abhi nahi jana nahi

Kaliyo ka pyar jhule
Shabnam ki jholiyo me
Kaliyo ka pyar jhule
Shabnam ki jholiyo me
Dulhan bani bahar hai
Khusbu ki doliyo me
Kitne khile najare hai
Najaro ke ye isare hai
Nahi nahi nahi jana
Nahi abhi nahi jana nahi

Ankhe taras gayi hai
Ab to karar se tere
Ankhe taras gayi hai
Ab to karar se tere
Mai jindagi banalu
Thoda sa pyar dede
Dil ke dard kuware hai
Kuware hai tumhare hai
Nahi nahi nahi jana
Nahi abhi nahi jana nahi.