Indian Film History

Muskura Ke Lyrics

From Zindagi (1956)

Lyricist
Kaifi Azmi
Duration
3:30
Naam hotho pe tera Dil mein teri yaad rahe Hum rahe ya na rahe Pyar yeh aabad rahe Muskura ke Muskura ke zakhm Khana aa gaya Muskura ke zakhm Khana aa gaya Naaz ulfat ka uthana Naaz ulfat ka uthana aa gaya Muskura ke zakhm Khana aa gaya Mudke tera dekhna Yeh bar bar Jate jate laut aati hai bahar Phul kato mein Khilana aa gaya Muskura ke zakhm Khana aa gaya Jano dil se sadke Kiye jate hai hum Tumko aankho mein Liye jate hai hum Aarzoo ka ghar Sajana aa gaya Muskura ke zakhm Khana aa gaya Mud ke tera dekh Na yeh bar bar Jate jate laut aati hai bahar Phul kato mein Khilana aa gaya Muskura ke zakhm Khana aa gaya Muskura aa gaya Muskura aa gaya.

More songs from Zindagi