Hum Pyar Ka Sauda Karte Hain Ek Baar (Sad) Lyrics | Zindagi

                        
                        shikwa hai tujhse pyar ka e malike jahan
kyo laye unch nich ki diwar darmiyan
kya mujhko haq nahi hai mohabbat ka pyar ka
kuch to jawab de mere dil ki pukar ka
deta nahi jawab to humse jawab le
dil se na pyar jayega chahe chita jale

hum pyar ka sauda karte hain ek baar
hum pyar ka sauda karte hain ek baar
chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye
chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye
hum pyar ka sauda karte hain ek baar