Indian Film History

Duniya Walon Ke Lyrics

From Zindagi Aur Maut (1965)

Singers
Manna Dey
Duration
3:56
Khat ka majmu bhap leta hu lifafa dekhkar Are khat ka majmu bhap Leta hu lifafa dekhkar Har hal dil ka main bata Deta hu chehra dekhkar Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu Ankh wala hu main andar Ki khabar rakhta hu Duniya walon ke muqaddar Ki khabar rakhta hu Dekh pyare mere kartab nahi aise waise Teri pocket me hai chalis rupay Chalis rupay do paise Janeman main tere janeman main Tere ghar war ki khabar rakhta hu Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu Ap maidam hai bahut nek bahut hi sada Apki umar nahi solah baras Nahi solah baras se jyada Apke sath apke sath me Sohar ki khabar rakhta hu Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu Teri muchho ke ye kate Jo khiche rahte hai Inme har waqt sawa no hi Sawa no hi baje rahte hai Bina ghadiyal babu baina Ghadiyal ghadi ki khabar rakhta hu Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu Ankh wala hu main andar Ki khabar rakhta hu Duniya walon ke mukaddar Ki khabar rakhta hu.

More songs from Zindagi Aur Maut

Duniya Walon Ke Lyrics - Zindagi Aur Maut (1965) | Indian Film History