Indian Film History

Sari Raat Jagaye Lyrics

From Zulm Ko Jala Doonga (1988)

Lyricist
Anwar Sagar
Duration
5:04
Sari raat jagaye mere Dil ka chain churaye Teri chudiya mujhko bada Sataye teri chudiya Chudiya mujhko bada Sataye teri chudiya Sari raat jagaye mere Dil ka chain churaye Teri chudiya mujhko bada Sataye teri chudiya Chudiya mujhko bada Sataye teri chudiya Yu to sun tera kajra Gajra bhi karta hain tang Yu to sun tera kazra Gajra bhi karta hain tang Bindiya payal kala til Aur uspe gora rang Bindiya payal kala til Aur uspe gora rang Aur aashiq mujhe banaye Aur shayar mujhe banaye Teri chudiya mujhko bada Sataye teri chudiya Chudiya mujhko bada Sataye teri chudiya Bin tere ek pal bhi Main to ji nahin paunga Bin tere ek pal bhi Main to ji nahin paunga Teri zudai ke dar se Haye main mar jaunga Teri zudai ke dar se Haye main mar jaunga O meri chudi raz sunati Hai meri chahat ka Har meri tadap ka meri Chubna ka aur meri ulfat ka Meri jaan hain tu mere Dil ne feel ki tasveer sathiya Tere hi gun gaye aur kya kya Ye samjhaye meri chudiya Chudiya mujhko bada Sataye teri chudiya Chudiya mujhko bada Sataye teri chudiya Sari raat jagaye mere Dil ka chain churaye Teri chudiya mere dil ka hal Sunaye meri chudiya Arey mujhko bada Sataye teri chudiya Mere dil ka hal Sunaye meri chudiya Aji mujhko bada Sataye teri chudiya.

More songs from Zulm Ko Jala Doonga

Sari Raat Jagaye Lyrics - Zulm Ko Jala Doonga (1988) | Indian Film History