Indian Film History

GHAM-E-AASHIYANA SATAYEGA KAB TAK Lyrics

From 1857 (1946)

Singers
Suraiya
Lyricist
Mohan Singh
Duration
3:18
Gham E Aashiyana Satayega Kab Tak Satayega Kab Tak Mujhe Mera Dil Yun Rulayega Kab Tak Mujhe Mera Dil Yun Rulayega Kab Tak Gham E Aashiyana Satayega Kab Tak Rulayega Kab Tak Bana Kar Bigade Hai Ghar Tune Lakho Bana Kar Bigade Hai Ghar Tune Lakho Falak Yeh Tamashe Dikhayega Kab Tak Falak Yeh Tamashe Dikhayega Kab Tak Gham E Aashiyana Satayega Kab Tak Rulayega Kab Tak Sitam Aaj Karte Hai Insaan Pe Insaan Sitam Aaj Karte Hai Insaan Pe Insaan Tu Insaan Ko Insaan Banayega Kab Tak Tu Insaan Ko Insaan Banayega Kab Tak Gham E Aashiyana Satayega Kab Tak Rulayega Kab Tak Teri Aaj Duniya Jahannum Bani Hai Teri Aaj Duniya Jahannum Bani Hai Jahannum Bani Hai Tu Shane Khudayi Chhipayega Kab Tak Satayega Kab Tak Mujhe Mera Dil Yun Rulayega Kab Tak Mujhe Mera Dil Yun Rulayega Kab Tak Gham E Aashiyana Satayega Kab Tak Rulayega Kab Tak.

More songs from 1857

GHAM-E-AASHIYANA SATAYEGA KAB TAK Lyrics - 1857 (1946) | Indian Film History