Indian Film History

JHAMAK JHAMAK LIYE Lyrics

From 1857 (1946)

Lyricist
Mohan Singh
Duration
3:07
Jhamak Jhamak Liye Teg Tamak More Baanke Sipahiya Aaye Aaye Ae Ae Aazaadi Ki Jang Jeetkar Desh Ke Laal Kahaaye Desh Ke Laal Kahaaye Jhamak Jhamak Jhamak Jhamak Liye Teg Tamak More Baanke Sipahiya Aaye Aaye Ae Ae Aazaadi Ki Jang Jeetkar Desh Ke Laal Kahaaye Desh Ke Laal Kahaaye Jhamak Jhamak Aaj Hindu Musalmaan Kaandhe Se Kaandha Bhidaaye Morey Man Bhaaye Aaj Hindu Musalmaan Kaandhe Se Kaandha Bhidaaye Morey Man Bhaaye Gayi Desh Ki Ghulaami Gayi Desh Ki Ghulaami Jami Teri Nekmaani Sab Miljul Torey Gun Gaayen Jhamak Jhamak Gayi Desh Ki Ghulaami Jami Teri Nekmaani Sab Miljul Torey Gun Gaayen Jhamak Jhamak Jhamak Jhamak Liye Teg Tamak More Baanke Sipahiya Aaye Aaye Ae Ae Aazaadi Ki Jang Jeetkar Desh Ke Laal Kahaaye Desh Ke Laal Kahaaye Nishaan Hamaaro Laal Qile Par Fehraaye Lahar Lahar Waa Ke Sang Mora Jiya Lehraaye Mora Jiya Lahraaye Nishaan Hamaaro Laal Qile Par Fehraaye Lahar Lahar Waa Ke Sang Mora Jiya Lehraaye Mora Jiya Lahraaye Jhamak Jhamak Jhamak Jhamak Liye Teg Tamak More Baanke Sipahiya Aaye Aaye Ae Ae Aazaadi Ki Jang Jeetkar Desh Ke Laal Kahaaye Desh Ke Laal Kahaaye Ho Ho Ho Ho Ho Ho Aa Aa Aa Aa Aa Aa Chamak Chamak Ye Naina Chamken Chamak Chamak Ye Naina Chamken Madhur Madhur Muskaayen Chamak Chamak Ye Naina Chamken Madhur Madhur Muskaayen More Gore Gore Haath More Gore Gore Haath Phool Gazron Ke Saath Tore Sheesh Pe Tilak Lagaayen Jhamak Jhamak.

More songs from 1857

JHAMAK JHAMAK LIYE Lyrics - 1857 (1946) | Indian Film History