Indian Film History

Angiya Mein Ang Na Samaye Lyrics

From Aag (1994)

Singers
Poornima
Duration
5:03
Angiya mein ang Na samaye balma Angiya mein ang Na samaye balma Mithi mithi Chubhan jagaye balma Tak dhin dhin Tak dhin dhin Aaja na more Piya lage na mora jiya Tak dhin dhin Tak dhin dhin Yad pe ginti hu Tere din din din din Angiya mein ang Na samaye balma Tak dhin dhin Tak dhin dhin Mithi mithi chubhan Jagaye balma Tak dhin dhin Tak dhin dhin Mere nain nashile Mere hoth rashile Tu dekh to mujhko Mere chain chabile Meri chadti jawani Dariya ka pani Mere bas me nahi Hai ab dilbar jani Aayi hai kaisi umar Chadta hai kaisa jahar Katti hai rate Tare gin gin gin Angiya mein ang Na samaye balma Tak dhin dhin Tak dhin dhin Mithi mithi chubhan Jagaye balma Tak dhin dhin Tak dhin dhin Koi kahe yaha hai Koi kahe waha hai Batla bedardi Mujhe dard kaha hai Kya hal batau Kaise samjhau Dildar tadap ke Main mar na jau Jagi hai kaisi agan Jalta hai mera badan Jeena sakungi mai Tere bin bin bin bin Tak dhin dhin Tak dhin dhin Tak dhin dhin Tak dhin dhin Angiya mein ang Na samaye balma Tak dhin dhin Tak dhin dhin Mithi mithi chubhan Jagaye balma Tak dhin dhin Tak dhin dhin.

More songs from Aag