Goriya Uski Deewani Jiski Pochet Garam Garam Lyrics | Aag Ka Dariya

                        
                        goriya uski diwani jiski pakit garam garam
goriya uski diwani jiski pakit garam garam
pakit garam garam o jiski pakit garam garam
goriya uski diwani jiski pakit garam garam
are batva kholo note dikhao chhodo sharam varam
goriya uski diwani jiski pakit garam garam
o goriya uski diwani jiski pakit garam garam
apni apni garaj ka sauda apni apni garaj ka sauda
isme kya hai dhokha are isme kya hai dokha
are isme kya hai dhokha
hoga vo nadan jo chhod e hath me aaya mauka

chadi javani ki nadiyo ko bolo kisne roka
husan ki khatir bik jate hai bade bado ke dharm
o muniya uska bhar pani jiski pakit garam garam
o muniya uska bhar pani jiski pakit garam garam
pakit garam garam are pakit garam garam
o jiski pakit garam garam
batva kholo note dikhao aji chhodo sharam varam
o goriya uski diwani jiski pakit garam garam
traha traha ke khel yaha hai traha traha ke vele
ek raat me mit jate hai din ke lakh jhmele
din ke lakh jhmele aji din ke lakh jhmele
isi liye to dur dur se aate hai albele
kam yaha kya uska jeb ho jiski naram
jani mai to uski rani jiski pakit garam garam
o jani mai to uski rani jiski pakit garam garam
are pakit garam garam o jiski pakit garam garam
batva kholo note dikhao aji chhodo sharam varam
o goriya uski diwani jiski pakit garam garam