Rishta Ye Mohabbat Ka (Sad) Lyrics | Aag Ka Dariya

                        kuch yaad hai chota sa sansar hamara tha
ma bap ki aankho ka bas ek hi tara tha

sony jise kahte the vo sony tumhi to ho
tum aas ho jivan ki tum khoon ka bandhan ho
bigadi huyi kisamat ko aji tumne banaya hai
ek aag ka dariya hai or par bhi jana hai
rishta ye mohabbat ka hum sab ko nibhana hai