Indian Film History

Dil Joh Tumko De Diya Lyrics

From Aahuti (1950)

Singers
Geeta Dutt
Duration
3:16
Dil joh tumko Ho dil joh tumko de diya Dard mol le liya Sochti hoon bar bar Haye maine kya kiya Yeh kya kiya Dil joh tumko de diya Dard mol le liya Sochti hoon bar bar Haye maine kya kiya Yeh kya kiya Khata yahin hue ke Nazar tumse mil gayi Itni si bat badhke Kahani si ban gayi Kisko bura kahein Jo chain khud hi kho diya Sochti hoon bar bar Haye maine kya kiya Yeh kya kiya Dil joh tumko de diya Dard mol le liya Sochti hoon bar bar Haye maine kya kiya Yeh kya kiya Pehle to dil lagane ko Samjhe the kuch nahin Samjhe the kuch nahin Ab haath mal rahe hai Ke dil kho gaya kahin Dil kho gaya kahin Hamne gawaya dil Hame dil ne gawa diya Sochti hoon bar bar Haye maine kya kiya Yeh kya kiya Dil joh tumko de diya Dard mol le liya Sochti hoon bar bar Haye maine kya kiya Yeh kya kiya Kahna main dil ka maan ke Badnam ho gayi Jitni chupayi preet tumse Utani khul gayi Jo kah saki na munh se Woh aankho ne kah diya Sochti hoon bar bar Haye maine kya kiya Yeh kya kiya Dil joh tumko de diya Dard mol le liya Sochti hoon bar bar Haye maine kya kiya Yeh kya kiya.

More songs from Aahuti

Dil Joh Tumko De Diya Lyrics - Aahuti (1950) | Indian Film History