Taaron bhari
Taaron bhari chunariya odhe
Aazadi aayi aayi aazadi
Aazadi aayi aayi aazadi
Naye dhol nayi saz
Aur nayi raat layi
Aayi aazadi
Aazadi aayi aayi aazadi
Khusi bhi aaj khushi ko chume
Khushi ko chume
Khushi ko chume
Phool to kya sang bagiya jhule
Bagiya jhule bagiya jhule
Tuti bediya is dharti ko mili rihai
Tuti bediya is dharti ko mili rihai
Aazadi aayi aayi aazadi
Andiyara andhiyara
Apne hi ghar ko apne diye se
Kisne aag laga di
Kisne aag laga di
Gairo ne bhi jise bachaya
Wahin jyot bujha di
Kisne aag laga di
Kaun sikhayega bhai ko
Kaun sikhayega bhai ko
Bhai se ab karna pyar
Bhai se ab karna pyar
Puch rahe hai bharat mata ki
Aankh ke aasu bar bar
Aankh ke aasu bar bar
Jo rah dikhai thi tumne
Hum rah wahin apnayenge
Hum rah wahin apnayenge
Aazadi di thi tumne
Hum aazadi bachayenge
Hum aazadi bachayenge.