Indian Film History

Aaj Ki Raat Lyrics

From Aaj Ki Baat (1955)

Duration
2:57
aaj ki raat aaj ki raat, na ja, na ja, na ja re aaj ki raat, na ja, na ja, na ja re aaj ki raat bin tere chandni hai, nadi aag ki taare dhundhle hai, fika hai ye chand bhi bin tere chandni hai, nadi aag ki taare dhundhle hai, fika hai ye chand bhi hai ghuti ye fiza, na ja re aaj ki raat, na ja, na ja, na ja re aaj ki raat ye gagan mere kadmo pe jhuk jayega raat tham jayegi, tu jo ruk jayega ye gagan mere kadmo pe jhuk jayega raat tham jayegi, tu jo ruk jayega na sata ho na rula, na ja re aaj ki raat, na ja, na ja, na ja re aaj ki raat

More songs from Aaj Ki Baat

Aaj Ki Raat Lyrics - Aaj Ki Baat (1955) | Indian Film History