Indian Film History

Ab Kya Misaal Doon Lyrics

From Aarti (1962)

Music
Roshan
Duration
3:27
Ab kya misaal doon main Tumhare shabaab ki Insaan ban gayee hai kiran Mahtaab ki ab kya misaal doon Chehre main ghul gaya hai Haseen chandni ka noor Aankhon mein hai chaman Ki jawan raat ka suroor Gardan hai ek jhuki hui Daali daali gulab ki Ab kya misaal doon main Tumhare shabaab ki Ab kya misaal doon Gesu khule to shaam Ke dil se dhuan uthe Chhule kadam to jhuk Ke na phir aasman uthe Sau baar jhilmilaye shama Shama aaftab ki Ab kya misaal doon Deewar o dar ka rang Yeh aanchal yeh pairhan Ghar ka mere chirag hai Boota sa yeh badan Tasveer ho tumhi mere Jannatjannat ke khwab ki Ab kya misaal doon main Tumhare shabaab ki Insaan ban gayee hai kiran Mahtaab ki ab kya misaal doon.

More songs from Aarti