Indian Film History

Apne Yaad Dilaya Lyrics

From Aarti (1962)

Music
Roshan
Duration
3:29
Apne yaad dilaya To mujhe yaad aaya Apne yaad dilaya To mujhe yaad aaya Ke mere dil pe pada Thaa koi gam ka saaya Apne yaad dilaya Mai bhi kyaa chiz hun Khaaya thaa kabhi tir koi Dard ab jaa ke uthaa Chot lage der hui Tumako hamdard jo paya To mujhe yaad aaya Ke mere dil pe pada Thaa koi gam ka saaya Apne yaad dilaya Mai zami par hun na Samjha na parkhna chaha Aasman par ye kadam Jhum ke rakhanaa chaha Aaj jo sar ko jhukaya To mujhe yaad aaya Ke mere dil pe pada Thaa koi gam ka saaya Apne yaad dilaya Maine bhi soch liya Sath nibhane ke liye Dur tak aaungi me Tumko manane ke liye Dil ne ahesas dilaya To muje yaad aaya Apne yaad dilaya To mujhe yaad aaya Apne yaad dilaya To mujhe yaad aaya.

More songs from Aarti

Apne Yaad Dilaya Lyrics - Aarti (1962) | Indian Film History