Dil Mera Ek Aas Ka Panchhi (Title) Lyrics | Aas Ka Panchhi

                        
                        Dil mera ek aas ka panchhi
Udata hai unche gagan par
Pahunchega ek din kabhi to
Chaand ki ujali jamin par
Dil mera ek aas ka panchhi
Udata hai unche gagan par
Pahunchega ek din kabhi to
Chaand ki ujali jamin par
Dil mera ek aas ka panchhi

Ye duniya hai naujawano ki
Zamaana hai naujawano ka
Havaayein bhi gunagunaati hain
Taraana ham naujawano ka
Ye duniya hai naujawano ki
Zamaana hai naujawano ka
Havaayein bhi gunagunaati
Hain taraana ham naujawano ka
Badalegi ek din ye hasti
Chamakega ek din muqaddar
Aayega jhumata sabera
Jivan mein roshani ko lekar
Dil mera ek aas ka panchhi
Udata hai unche gagan par
Pahunchega ek din kabhi to
Chaand ki ujali jamin par
Dil mera ek aas ka panchhi

Kabhi manzil bhi mila jaayegi
Abhi to har aas baaki hai
Ummmidon par naubahaarein hai
Jahaan taka ye saans baaki hai
Kabhi manzil bhi mila jaayegi
Abhi to har aas baaki hai
Ummmidon par naubahaarein hai
Jahaan taka ye saans baaki hai
Puri hogi har tamanna chhu
Lunga aasmaan ko badhkar
Chaahe to ruka na sakega
Duniya ke raaston pe chalakar
Dil mera ek aas ka panchhi
Udata hai unche gagan par
Pahunchega ek din kabhi to
Chaand ki ujali jamin par
Dil mera ek aas ka panchhi.