Indian Film History

Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu Lyrics

From Aas Ka Panchhi (1961)

Duration
4:48
Tum roothi raho Main manaataa rahoon Tum roothi raho Main manaataa rahoon Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai In adaaon pe aur pyaar aataa hai Thode shiqwe bhi hon Kuchh shikaayat bhi ho Thode shiqwe bhi hon Kuchh shikaayat bhi ho To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai Haay dil ko churaakar le gayaa Munh chhupaa lenaa hamse wo aapkaa Munh chhupaa lenaa hamse wo aapkaa Dekhnaa wo bigad kar phir hamen Aur daanton mein ungli kaa daabnaa Aur daanton mein ungli kaa daabnaa O mujhe teri qasam Yahi samaan maar gayaa Isi jalwe pe tere Donon jahaan haar gayaa Tum roothi raho Main manaataa rahoon Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai In adaaon pe aur pyaar aataa hai Thode shiqwe bhi hon Kuchh shikaayat bhi ho To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai Ye na samjho ki tumse door hoon Ye na samjho ki tumse door hoon Tere jeewan ki pyaar bhari aas hoon Tere jeewan ki pyaar bhari aas hoon Chaand ke sang jaise hai chaandni Waise main bhi tere dil ke paas hoon Waise main bhi tere dil ke paas hoon Haay wo dil hi nahin jo na dhadaknaa jaane Aur dildaar nahin jo na tadapnaa jaane Aur dildaar nahin jo na tadapnaa jaane Thode shiqwe bhi hon Kuchh shikaayat bhi ho To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai Tum roothi raho Main manaataa rahoon Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai In adaaon pe aur pyaar aataa hai Chaahe koi dagar ho pyaar ki Khatm hogi na teri-meri daastaan Khatm hogi na teri-meri daastaan Dil jalegaa to hogi roshni Tere dil mein banaayaa maine aashiyaan Tere dil mein banaayaa maine aashiyaan O sharad poonam ki rang bhari chaandni Meri sab kuchh meri taqdeer meri zindagi Tum roothi raho Main manaataa rahoon Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai In adaaon pe aur pyaar aataa hai Thode shiqwe bhi hon Kuchh shikaayat bhi ho To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai.

More songs from Aas Ka Panchhi