Indian Film History

Abhi Kamsin Ho Nadaa Ho Janejana Lyrics

From Aaya Toofan (1964)

Lyricist
Asad Bhopali
Duration
5:38
abhi kamsin ho nadaa ho janejana abhi kamsin ho nadaa ho janejana kya karogi mera dil tod dogi mera dil pahle sikho dil lagana abhi kamsin ho nadaa ho janejana kya karogi mera dil tod dogi mera dil pahle sikho dil lagana abhi kamsin ho nadaa ho janejana bahut hasin ho thahro shabab aane do sharir aankho me sharmo hizab aane do tumhare samne phir besumar dil honge dil honge jaha bhi jaogi sadke hazaar dil honge aane wala hai, ha aane wala hai ab aisa katil jamana abhi kamsin ho nadaa ho janejana abhi kamsin ho nadaa ho janejana kya karogi mera dil tod dogi mera dil pahle sikho dil lagana abhi kamsin ho nadaa ho janejana gunah tharega sabse najar milana bhi banega julm kisi din ye muskurana bhi kabhi jo dil ki kasak dard ban ke ubharegi, ubharegi tadap tadap ke shabe intzar gujregi koi puchhega koi puchhega jab kya karogi bahana abhi kamsin ho nadaa ho janejana abhi kamsin ho nadaa ho janejana kya karogi mera dil tod dogi mera dil pahle sikho dil lagana abhi kamsin ho nadaa ho janejana

More songs from Aaya Toofan

Abhi Kamsin Ho Nadaa Ho Janejana Lyrics - Aaya Toofan (1964) | Indian Film History