Indian Film History

Dil Ki Halat Na Puchiye Lyrics

From Aaya Toofan (1964)

Lyricist
Asad Bhopali
Duration
4:26
dil ki halat na puchhiye aapne kya kaha, maine kya sun liya aapne kya kaha, maine kya sun liya dil ki halat na puchhiye aapne kya kaha, maine kya sun liya aapne kya kaha ek baar wo fasana, wo fasana phir sunaiye koi hasi bahana, ha bahana banayiye samjha hai kya dil, kahna hai muskil samjha hai kya dil ye hakikat na puchhiye aapne kya kaha, maine kya sun liya aapne kya kaha phir do dilo me wade han ji wade, aaj ho gaye kuchh or hi irade, ha irede aaj ho gye kyu muskuraye kisne jagaayi kyu muskuraye, meri kismat na puchhiye aapne kya kaha, maine kya sun liya ha aapne kya kaha ab mujhko dil lagaana, dil lagaana raas aa gaya ab pyaar ko jamaana ye jamaana raas aa gaya maine jo dekhi, aankho se apni maine jo dekhi, wo kayaamat naa puchhiye aapne kya kaha, maine kya sun liya dil ki halat na puchhiye aapne kya kaha, maine kya sun liya

More songs from Aaya Toofan

Dil Ki Halat Na Puchiye Lyrics - Aaya Toofan (1964) | Indian Film History