Indian Film History

Kasam Se Kasam Se Lyrics

From Aayee Milan Ki Raat (1991)

Duration
4:56
Aag lage jal jaaye duniyi, Kuch bhi najar na aaye Hoke juda jine se achaa, Aasiq hi mar jaaye Kasam se kasam se O rabba kasam se Kasam se kasam se O rabba kasam se Ab na judaai Ab na judaai sahi jaaye hamse Kasam se kasam se O rabba kasam se Kasam se kasam se O rabba kasam se Ab na judaai Ab na judaai sahi jaaye hamse Kasam se kasam se o rabba kasam se Kasam se kasam se Ghungharu banti hai rut ye suhaani Kaali ghata se barastaa hai paani Ghungharu banti hai rut ye suhaani Kaali ghata se barastaa hai paani Ham jal rahe hain biraha ke gam se Ham jal rahe hain biraha ke gam se Kasam se kasam se o rabba kasam se Kasam se kasam se Chaanda sitaare hain door jitane Ham paas rah ke hain door utane Hoo chaanda sitaare hain door jitane Ham paas rah ke hain door utane Toot gaya hai dil zulm-o-sitam se Toot gaya hai dil zulm-o-sitam se Kasam se kasam se o rabba kasam se Kasam se kasam se Maathe ki bindiya chamakti nahi hai Haathon ki choodi khanakti nahi hai Maathe ki bindiya chamakti nahi hai Haathon ki choodi khanakti nahi hai Mehandi nigodi bhi kya rang laai Raat milan ki bani re judaai Ham mil na paaye apane balam se Ham mil na paaye apane balam se Kasam se kasam se o rabba kasam se Kasam se kasam se o rabba kasam se Ab na judaai Ab na judaai sahi jaaye hamse.

More songs from Aayee Milan Ki Raat

Kasam Se Kasam Se Lyrics - Aayee Milan Ki Raat (1991) | Indian Film History