Indian Film History

Tune Pyar Ki Been Bajai Lyrics

From Aayee Milan Ki Raat (1991)

Duration
6:09
Tune pyar ki Tune pyar ki bin bajayi, Main daudi chali aayi, Main bhagi chali aayi hoo Tune pyar ki bin bajayi, Main daudi chali aayi, Main bhagi chali aayi hoo Tune dil se jo mujhko bulaya Tune dil se jo mujhko bulaya Main dauda chala aaya, Main bhaga chala aaya hoo Sara sara din teri yaad sataye, Raat ko neend na aaye Sara sara din teri yaad sataye, Raat ko neend na aaye Baanwari ho gayi thi main teri, Dil kahi chain na paye Tune aisi lagan lagayi Tune aisi lagan lagayi Main daudi chali aayi, Main bhagi chali aayi hoo Aaja tujhe main bin banalu, Apane labon se lagalu Aaja tujhe main bin banalu, Apane labon se lagalu Main tujhe dekhoon, Tu mujhe dekhe, Ankho mein aise basalu Tune apna mujhko banaya Tune apna mujhko banaya Main dauda chala aaya, Main bhaga chala aaya hoo Tera mera pyar hai sadiyo Purana, jane na jane jamana Oo tera mera pyar hai Sadiyo purana, Jane na jane jamana Wada kiya hai sath rahenge, Wada bhul na jana Tere pyar mein duniya bhulayi Tere pyar mein duniya bhulayi, Main daudi chali aayi, Main bhagi chali aayi hoo Tune dil se jo mujhko bulaya Main dauda chala aaya, Main bhaga chala aaya hoo Tune pyar ki bin bajayi, Main daudi chali aayi, Main bhagi chali aayi hoo.

More songs from Aayee Milan Ki Raat

Tune Pyar Ki Been Bajai Lyrics - Aayee Milan Ki Raat (1991) | Indian Film History