Indian Film History

Sajna O Sajna Lyrics

From Abhinetri (1970)

Duration
5:50
Sajna o sajna sajna o sajna Sajna more sajna o Sun kya kahe kangana Lakh din tere meri to Yahi ek sham o sajna Sajna o sajna Sajna more sajna o Sun kya kahe kangana Lakh din tere meri to Yahi ek sham o sajna Ye sham ye tanhayi Kaise de du kisiko Ye sham ye tanhayi Kitne dino ke bad ayi Tu hai sajan anchal hai Mera aaj to ek ek pal hai mera O sajna kuch samjhe Sajna more sajna o Sun kya kahe kangana Lakh din tere meri to Yahi ek sham o sanja Najdik lau tujhko Apne dil se bhi jyada Najdik lau tujhko Sanso se mehekau tujhko Kehde sitare fere najar Chandaniya kyu dekhe idhar O sajna aji sunte ho Sajna more sajna o Sun kya kahe kangana Lakh din tere meri to Yahi ek sham o sanja Palke na khulne dungi Inme tujho chupa ke Palke na khulne dungi Ye rat na dalne dungi Pyar hamara so na sake Or sawera ho na sake Sajna o sajna Sajna more sajna o sun Kya kahe kangana Lakh din tere meri to to Yahi ek sham o sajna.

More songs from Abhinetri

Sajna O Sajna Lyrics - Abhinetri (1970) | Indian Film History