Indian Film History

Aaj Vida Karte Hai Tumko Lyrics

From Afsana Dilwalon Ka (2001)

Lyricist
Ibrahim Faiz
Duration
2:05
Aaj vida karte hai tumko de Kar dil ka nazrana kasam peer Baba ki kasam peer baba ki tumko Rasme wafa nibhana Apne pyare banne ha Hardam tum aabad raho Jahan raho jaise bhi raho Yeh duwa hai ke tum shad raho Shehar ki andhi bheed mein Khokar humko bhul na jaana Jeet ki mala gale mein pehne Ik din laut ke aana Ik din laut ke aana Haan laut ke aana

More songs from Afsana Dilwalon Ka

Aaj Vida Karte Hai Tumko Lyrics - Afsana Dilwalon Ka (2001) | Indian Film History