Indian Film History

Agar Qubool Hamaara Lyrics

From Afsana Dilwalon Ka (2001)

Lyricist
Ibrahim Faiz
Duration
5:39
Agar qubool hamaara Salaam ho jaaye Agar qubool hamaara Salaam ho jaaye Toh aashqui mein ho Toh aashqui mein Hamaara bhi naam ho jaaye Agar qubool hamaara Salaam ho jaaye Tumhaari aankhon mein Chaahat hamaari soti hai Tumhaari aankhon mein Chaahat hamaari soti hai Tumhaare naam se Har roj subah hoti hai Tumhaare naam se Har roj subah hoti hai Tumhaari baat kare Hum toh shaam ho jaaye Tumhaari baat kare Hum toh shaam ho jaaye Toh aashqui mein ho Toh aashqui mein Hamaara bhi naam ho jaaye Agar qubool hamaara Salaam ho jaaye Agar qubool hamaara Salaam ho jaaye Izaajat ho toh mohabbat Mein ek kaam kare Izaajat ho toh mohabbat Mein ek kaam kare Hum apani jindagi Jaanam tumhaare naam kare Hum apani jindagi Jaanam tumhaare naam kare Agar qubool hamaara Salaam ho jaaye Agar qubool hamaara Salaam ho jaaye Toh aashqui mein ho Toh aashqui mein hamaara Bhi naam ho jaaye Agar qubool hamaara Salaam ho jaaye Agar qubool hamaara Salaam ho jaaye Toh aashqui mein Hamaara bhi naam ho jaaye.

More songs from Afsana Dilwalon Ka

Agar Qubool Hamaara Lyrics - Afsana Dilwalon Ka (2001) | Indian Film History