Jinewalo O Jinewalo Lyrics | Akayla

            
            Jeene walon o jeene walon o o
Jeene walon o jeene walon o o
Oy jeene walon o
Are jeene walon o
Jeevan chhuk chhuk gadi kaa khel
Koyi kahee pe bichhad gaya
Kisi se ho gaya mel
Jeene walon o
Are jeene walon o
Jeevan chhuk chhuk gadi kaa khel
Koyi kahee pe bichhad gaya
Kisi se ho gaya mel
Jeene walon o jeene walon o o
Jeene walon o jeene walon o o

Aage guard driver hain
Pichhe guard mukaddar hain
Aage guard driver hain,
Pichhe guard mukaddar hain
Woh siti woh hi bajata hain,
Jhandi hari dikhata hain
Kabhi chale patri pe,
Kabhi patri se utar jayey rel
Are jeene walon o
Jeevan chhuk chhuk gadi kaa khel

Koyi kahee pe bichhad gaya
Kisi se ho gaya mel
Jeene walon o jeene walon o o

Siti baji gadi chal dee
Tum badlo kanta jaldi
Are siti baji gadi chal dee
Tum badlo kanta jaldi
Bahte ansuo ko roko aur
Hansi kaa signal do
Paas fail kaa gham naa karo,
Iss khel ko samajho khel
Are jeene walon o
Jeevan chhuk chhuk gadi kaa khel
Koyi kahee pe bichhad gaya
Kisi se ho gaya mel
Jeene walono o jeene walon o o

Mera station gujar gaya hain,
Main raste mein utar gaya
Mera station gujar gaya hain,
Main raste mein utar gaya
Meri manzil badal gayi,
Gadi aage nikal gayi
Bina ticket main pakda gaya,
Sidha pahunch gaya jail
Oy jeene walon o
Jeevan chhuk chhuk gadi kaa khel

Koyi kahin pe bichhad gaya
Kisi se ho gaya mel
Jeene walono o jeene walon o o
Jeene walono o jeene walon o o
Jeene walono o jeene walon o o.