Indian Film History

Mujhe Aaj Kuch Na Kehna Lyrics

From Akayla (1991)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:05
Chori se chhup chhupa ke Aaya tha main laga ke Phir pan bhi chabaya Phir itar bhi lagaya Thoda sambhal sambhl ke Aaya main seedhe chal ke Par ladkhada gaya main Meri chori pakdi gayi na Mujhe aaj kuch na kehna Mera dil thikane hain na Mujhe aaj kuch na kehna Mera dil thikane hain na Murge se boli murgi Tote se boli maina Mujhe aaj kuch na kehna Mera dil thikane hain na Mujhe aaj kuch na kehna Mera dil thikane hain na Mastiya aur badhe aur nasha chhaye Jhum uthe mera dil pas jo tu aaye Jab tujhko dekhta hoon main Dil mein sochta hoon Jab tujhko dekhta hoon Main dil mein sochta hoon Itni hasin hain Tu ladki hain ya hain jadu Hey gora gora mukhda Ye kale kale naina Ye gora gora mukhda Ye kale kale naina Mujhe aaj kuch na kehna Mera dil thikane hain na Ab tak hoon main kuwara Mushkil hain ab guzara Ab tak hoon main kuwara Mushkil hain ab guzara Mandapan saja hi hain Baja bhi baj raha hain Chahe to sath mere Lele tu sat phere Chahe to sath mere Lele tu sat phere Achha hoon main akayla Shadi to hain jhamela Din raat ki salami Biwi ki hain gulami Biwi ki hain gulami Biwi ki hain gulami Phir uske bad bache Rote hain achhe achhe Mujhko to tota banke Pinjre mein nahiyo rahna Mujhe aaj kuch na kehna Mera dil thikane hain na Mujhe aaj kuch na kehna Mera dil thikane hain na Pyar par qaid hain Na dil ke koi pehre Dulha dulhan ke hain Phoolo ki tarha chehre Ye rani aur wo raja Gunja khushi ka baza Ye rani aur wo raja Gunja khushi ka baza Zari hain jashan shadi Baki hain raat aadhi Nachuga gaunga re Main aaj sari raina Nachuga gaunga re Main aaj sari raina Mujhe aaj kuch na kehna Mera dil thikane hain na Mujhe aaj kuch na kehna Mera dil thikane hain na Mujhe aaj kuch na kehna Mera dil thikane hai na Mujhe aaj kuch na kehna Mera dil thikane hain na.

More songs from Akayla

Mujhe Aaj Kuch Na Kehna Lyrics - Akayla (1991) | Indian Film History