Indian Film History

Binati Sun Le Tanik Lyrics

From Alaap (1977)

Music
Jaidev
Duration
3:19
Ae Gori Zara Jawaani Ki Gagariya Sambhaal Ke Chal Hehe Muye Haaye Beech Bajariya Na Kar Jiya Chori Gori Bee.. Ye Mukhda Kahaan Se Seekha Tumne Sarjubai Se Sarjubai Kaun Banaras Ki Mashoor Gaanewaali Thhi Khud To Hogi Sattar Pachattar Ke Phete Mein Muda Aawaaz Aisi Ki Nayi Chhori Ki Tarah Seedhhi Utar Jaaye Kaleje Mein Haaye Tu Unke Pados Mein Rahta Hai Kya Ji Nahin Ham Unke Kiraayedaar Hain Sarjubai Ne Apne Jawaani Ke Dinon Mein Jo Kuchh Kamaaya Us’se Kuchh Zameen Le Li Lease Par Aur Thhodi Bahut Jhonpdi Bana Li Maine Bhi Ek Jhonpdi Kiyaaye Pe Le Li O Pehalwaan Abe Marega Hat Jaa Saamne Se Muda Chaar Maheene Ho Gaye Kiraaya Nahin Diya Jaise Hi Budhiya Kiraaya Maangne Ko Aati Hai Ham Suru Ho Jaate Hain Aa Aa Aa Besura Gaana Budhiyaa Se Bardaasht Nahin Hota Kaan Pe Haath Dhar Ke Bhaag Jaati Hai Bechaari Hahaha Tumhe Ye Poora Yaad Hai Baraabar Yaad Hai To Sunaao Na Chhote Sarkaar Aap Zara Baithho Ham Sunaate Hai Binaatee Binaateee Binaatee Ee Ee Ee Ee Ae Ye Ruk Kyon Gaya Pakke Raag Mein Gaaya Thha Na Isko Bahut Pasand Hai Kilassical Shastriya Sangeet Isliye Sasura Ruk Gaya He He He He To Phir Tu Doosre Dhang Se Ga Achcha To Suno Hey Hey Arre Mera Sur Sunke Ghabra Gaya Beta Chal Seedhaa Gaata Hoon Chal Chal Mere Sher Yeh Chal Woh Chal Chal Re Chal Chal Chal Re Chal Chal Yeh Chal Aa Shaabbash Bintee Arey Bintee Sunle Tanik Natkhat Gori Mori Binti Sunle Tanik Natkhat Gori Mori Beech Bajariyaa Na Kar Jiya Chori Gori Beech Bajariyaa Hahahaha Na Kar Jiya Chori Gori Bintee Beta Jara Sur Me Chal O Ho Taal Mein Taal Mein Ped Pe Chadha Baithha Gokul Ka Chhora Ped Pe Chadha Baithha Gokul Ka Chhora Dekho Ped Pe Chadha Baitha Gokul Ka Chhora Dekh Ke Aise Na Tod Jiya Mora Dekh Ke Aise Na Tod Jiya Mora Maine To Naahin Phodi Maine Ae Arey Maine To Naahin Phodi Maine To Naahin Phodi Gaagariya Tori Bintee Sunle Tanik Natkhat Ma Ga Re Sa Sa Ni Dha Pa Sa Ni Dha Pa Ma Ga Re Sa Ni Ni Dha Pa Aaaa Aaaa Aaaa Aaaa Aaaa Aaaaa Aaa Aaa Aaa Aaa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaa Aaa Aa Aa.

More songs from Alaap

Binati Sun Le Tanik Lyrics - Alaap (1977) | Indian Film History