Indian Film History

Allah Allah Main Abdullah Lyrics

From Aladdin The Wonderful Lamp (1979)

Lyricist
kafil azar
Duration
3:04
Allah allah main abdullah Tauba kar ghulfam Allah allah main abdullah Tauba kar ghulfam Deke naya purana lena Yaaro mera kaam Deke naya purana lena Yaaro mera kaam Allah allah main abdullah Tauba kar ghulfam Gali gali hain shor Mera tofa hain alaa Kare jo tauba mujhse Hain koi aisa dilwala Dil ka hum mein achha Sauda hain mera sacha Dil ka hum mein achha Sauda hain mera sacha Look albele tauba karke Yaad karoge naam Allah allah main abdullah Tauba kar ghulfam Deke naya purana lena Yaaro mera kaam Allah allah main abdullah Tauba kar ghulfam Aisi hasrat kabhi surat Tumne dekhi hain Kya aaine mein Aisi hasrat kabhi surat Tumne dekhi hain Kya aaine mein Jaise bakra bakra Dadhiwala dadhiwala Aise lagtein ho Tum dekhane mein Dadhiwala bakra haa Sau bakre ki aala main Main hun pasa matwala Tu hain dil ka kaala Are maarke woh besala Bhaag le ghar jaa warna Tera kaam ho jayega tammam Allah allah main abdullah Tauba kar ghulfam Deke naya purana lena Yaaro mera kaam Allah allah main abdullah Tauba kar ghulfam Aadam hoon mein aapka Duniya ko khabar hain Surat hain langoor si Bas chupki kasar hain Aadam hoon mein aapka Duniya ko khabar hain Surat hain langoor si Bas chupki kasar hain Tum ne laga di chahi Dekhi mujhsi himmatwali Ab kaha gayi khudaari Nakhre wakhre chhod ke jaani Le le mera salaam Allah allah main abdullah Tauba kar ghulfam Deke naya purana lena Yaaro mera kaam Allah allah main abdullah Tauba kar ghulfam.

More songs from Aladdin The Wonderful Lamp

Allah Allah Main Abdullah Lyrics - Aladdin The Wonderful Lamp (1979) | Indian Film History