Indian Film History

Hai Naam Mera Ramzaani Lyrics

From Aladdin The Wonderful Lamp (1979)

Lyricist
kafil azar
Duration
4:05
Main jahaan bhi gaya Bolbaala hua Sabse aala hai mera chiraag Jab ye ghar mein jale Aisa pyaara lage Jaise sehra mein phoolon ka baagh Iski nishaani jalti jawaani Jalti jawaani hai jawaani Hai jawaani he Taazir hoon iraani Hai naam mera ramzaani Kaala lekar ujla dena Sauda hai sultaani Yaaron sauda hai sultaani Jhoothha zamaane bhar ka Rasta le apne ghar ka Baaten banaana aisi waisi ee ee Jhoothha zamaane bhar ka Rasta le apne ghar ka Baaten banaana aisi waisi ee ee Harkaten bandar jaisi Soorat kalandar jaisi Hamko sunaaye kaisi kaisi ee ee Haay haseenon O be-yaqeenon Nasheenon ki na maani hai Na maani hai Taazir hoon iraani Hai naam mera ramzaani Kaala lekar ujla dena Sauda hai sultaani Yaani sauda hai sultaani Taazir hoon iraani Hai naam mera ramzaani Kaala lekar ujla dena Sauda hai sultaani Yaaron sauda hai sultaani Ek dum ki kasar se Bana hai bashar Warna langoor ki hai ye zaat O meri jaan o jigar Chhedkhaani na kar Dekh achchi nahin hai ye baat Moonchhen hain bhari bhari Arre lagtin hain pyaari pyaari haay Jaise ho daadhi waala bakra aa aa Haan main arre daadhi waala bakra Munh ko sambhaal ladki haay Deta hai kisko jhidki be Haay re haay Tera nakhra aa aa Sun re madaari o ho Kya hai beemaari arre Teri hazaamat banaani hai banaani Ishq taazir hoon iraani Hai naam mera ramzaani Kaala lekar ujla dena Sauda hai sultaani Yaani sauda hai sultaani Taazir hoon iraani Hai naam mera ramzaani Kaala lekar ujla dena Sauda hai sultaani Yaani sauda hai sultaani.

More songs from Aladdin The Wonderful Lamp