Indian Film History

Ali Baba Ali Baba Lyrics

From Alibaba Aur 40 Chor (2004)

Duration
3:33
Ali baba ali baba Ali baba ali baba Bhala aadami hain Bura aadami hain Kisne hai jaana ki Kyaa aadami hain Kabhi dosti hain Kabhi dushamani hain Kabhi hain andhera Kabhi roshani hain Kabhi jeet bankar Kabhi haar bankar Kabhi waar bankar Kabhi pyaar bankar Ajab daasta hain Ajab zindagi hain Baba baba ali baba Baba baba ali baba Baba baba ali baba Baba baba ali baba Agar aadami ko Sahara na milata Rehata thaa bhawar mein Kinaara na milata Koi hain yahan par Muqadaar ka maara Mila hain kisi ko Har ek sahara Kahin dhoop hogi Kahin raat hogi Kahin jeet hogi Kahi moat hogi Yahi hain muqadaar Yahin bebasi hain Baba baba ali baba Baba baba ali baba Baba baba ali baba Baba baba ali baba Kabhi zindagi mein Jhukana padega Kabhi raah chalate Rukana padega Agar aadami ko Mazil hain paani Chalata rahe wo Rukena rawaani Kadan to uthao Khuloi raah hogi Jeeta wahi hain Jise chaah hogi Yahin raah sachchi Yahi roshani Baba baba ali baba Baba baba ali baba Baba baba ali baba Baba baba ali baba.

More songs from Alibaba Aur 40 Chor

Ali Baba Ali Baba Lyrics - Alibaba Aur 40 Chor (2004) | Indian Film History