Indian Film History

Tere Mere Beech Lyrics

From Alibaba Aur 40 Chor (2004)

Duration
5:17
Tu nahi samjhe tu nahi jaane re Bada paagal hain mera deewana Tere mere beech ye dooriya Bhaasha ki ye majbooriya Tere mere beech ye dooriya Bhaasha ki ye mazbooriya Tu nahi samjhe tu nahi jaane re Bada paagal hain mera deewana Chahat ki khusboo hain rango ke mele Tanhai kehati hai bahon mein lele Ho chahat ki khusboo hain rango ke mele Tanhai kehati hai bahon mein lele Prem ki gali chalna manchali Hain samma suhaana Jaan ki kasam rok na sanam Na bana bahana Jaan ki kasam rok na sanam Na bana bahana Bada paagal hain mera deewana Main tujhko batladoon Aa jaa hum jholi Aashiq to padate hain Aankhon ki boli haan Hey main tujhko batladoon Aa jaa hum jholi Aashiq to padate hain Aankhon ki boli haan Ishq to kabhi puchhata nahi Ghar ghali thikana Do jawaan yaha jab mile bana Pyaar ka fasana Do jawaan yaha jab mile bana Pyaar ka fasana Bada paagal hain mera deewana Tere mere beech ye dooriya Bhaasha ki ye mazbooriya Tere mere beech ye dooriya Bhaasha ki ye mazbooriya Are tu nahi samjhe tu nahi jaane re Bada paagal hain mera deewana Tere mere beech ye dooriya Bhaasha ki ye mazbooriya Tu nahi samjhe tu nahi jaane re Bada paagal hain tera deewana.

More songs from Alibaba Aur 40 Chor

Tere Mere Beech Lyrics - Alibaba Aur 40 Chor (2004) | Indian Film History