Kal Ke Apne Lyrics | Amanush

Lyricist : Indeevar
Music Director : Shakti Samanta , Shyamal Mitra
Singer : Asha Bhosle
                        
                        Kal ke apne na jane
Kyu ho gaye aaj paraye
Kal ke apne na jane
Kyu ho gaye aaj paraye
Ret ka sagar pyar ka sapna
Pyasa hi tarsaye
Kal ke apne na jane
Kyu ho gaye aaj paraye

Pyar me kya kya
Rang bhare the
Likhi thi do takdire
Pyar me kya kya
Rang bhare the
Likhi thi do takdire
Aayi jo andhi bankar
Mit gayi badal ki taswire
Pyar to jaung jane kaisa
Rang dag ban jaye
Kal ke apne na jane
Kyu ho gaye aaj paraye

Dosh nahi hai tufano ka
Majhi hi le dube
Dosh nahi hai tufano ka
Majhi hi le dube
Diwanapan bankar
Rah gaye man ke mansube
Kash wo sagar samne aaye
Bante hi gir jaye
Kal ke apne na jane
Kyu ho gaye aaj paraye
Ret ka sagar pyar ka sapna
Pyasa hi tarsaye
Kal ke apne na jane
Kyu ho gaye aaj paraye.