Indian Film History

Kahin Janab Ko Mera To Intezar Lyrics

From Amir Garib (1974)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
6:34
Tha intzar jiska woh rat aa gayi hain Tha intzar jiska woh rat aa gayi hain Dulha miya kaha hain barat aa gayi hain Ulajhe huye hai sahib uljhan ko dhundhate hain Mehfil me dosto kee dushman ko dhundhate hain Nashe kaa jhonka hai Woh nazar kaa dhokha hai woh Nashe kaa jhonka hai Woh nazar kaa dhokha hai woh Hujur ayega woh jarur ayega woh Magar woh naa ansu kaa ho yaha Kisi pe kya hai yakin kahee woh main toh nahee Kisi pe kya hai yakin kahee Woh main toh nahee, kutch aitbar nahee Kahee janab ko mera toh intezaar nahi Kahee janab ko mera toh intezaar nahi Kisi pe kya hai yakin kahee woh main toh nahee Kisi pe kya hai yakin kahee Woh main toh nahee, kutch aitbar nahee Kahee janab ko mera toh intezaar nahi Kahee janab ko mera toh intezaar nahi Nazar udas hain kyun labo pe pyas hain kyun Nazar udas hain kyun labo pe pyas hain kyun Uthao jam piyo usi ke nam piyo Gujarne do yeh ghadi badi hain rat padi Gujarne do yeh ghadi badi hain rat padi Ke thodi der me woh kahega aake suno tumhe karar nahee Kahee janab ko mera toh intezaar nahi Kahee janab ko mera toh intezaar nahi Yeh amir aur garib jara se aaye karib Yeh amir aur garib jara se aaye karib Toh koyi bat bane meri barat bane Yahi toh soch ke ha mai aa gaya hu yahan Yahi toh soch ke ha mai aa gaya hu yahan Yeh meri bhul sahi galat asul sahi, Mai sharmasar nahee Kahee janab ko mera toh intezaar nahi Kahee janab ko mera toh intezaar nahi Mera jo hal hai abb kiya hai tumne yeh sab Mera jo hal hai abb kiya hai tumne yeh sab Tumhara kam hai yeh ke intekam hai yeh Diya hai tumne mujhe wahi main dungi tujhe Diya hai tumne mujhe wahi main dungi tujhe, Yahi hai mera Khija hai nam mera ke main bahar nahee Kahee janab ko mera toh intezaar nahi Kahee janab ko mera toh intezaar nahi Kisi pe kya hai yakin kahee Woh main toh nahee, kutch aitbar nahee Kahee janab ko mera toh intezaar nahi Kahee janab ko mera toh intezaar nahi.

More songs from Amir Garib